Thursday, June 17, 2010

Wafaaon Ka kuch to Sila de.....

Agar Mujrim Hoon Main Tera Itna To Bata de,
Khamosh Ho Kyon, Koi to Saza de.
Yeh Zakham Hain .... Inaayat Teri,
Agar Hai Tumhare Paas To Dawa de..
Tumhari Khaatir Kya Kya Nahin Kiya,
Meri Ki Wafaaon Ka kuch to Sila de.....

No comments:

Post a Comment