Friday, July 9, 2010

Saawan aankhon se.....

Roshani kar na sake dil bhee jalaaya humne
Ay khuda chun ke mukaddar apana paya humne
Tadapte dil ko kahien aur bhee mil paayee na raahat
Saawan aankhon se bhee ek umr bahaaya humne.....

No comments:

Post a Comment